"....Hukum kissi ka nahi ba-juz Allah Taalaa kay Allah Taalaa waqaee baat ko batla deta hai aur sab say acha faisla kerney wala wohi hai. [Surah Anaam ayah 67]
Jhamooriat shirk ke brabar hai bhaion tabhi namwar ulema karam iski mukhalifat krte hain or krte aei hain. Alalh Quran men saf saf farmate hain Hukum sirf uska hai , sirf uski suno or us ki mano. Qanoon bnane ka haq bhi uska hai jo usne Quran men farmadie hain 1400 sal pehle. Jhamoori amal mitti ke bane hue logon ko qanoon sazi ke haq deta hai yahan tak ke wo halal or haram or haram ko halal bana sakte hain. Ye amal or inke chahne walon ko maloom hona chaheay ke ye kufr or gunnah kabeerah men se hai magar afsos aj kal jhamoori partion ke nam pe nach gana karne wale bhool jate hain ke wo to srif katputhli hain.
Allah Talla Quran men Farmaten Surah Maida ki ayat 49 or 50 men un logon ke lie jo qanoon sazi karen or apne ehkamat jari karen or log uski peweri karen
"Aap inn kay moamlaat mein khuda ki nazil kerda wahee kay mutabiq hi hukum kijiye inn ki khuwaishon ki tabeydaari na kijiye aur inn say hoshiyaar rahiye kay kahin yeh aap ko Allah kay utaray huye kissi hukum say idhar udhar na keren agar yeh log mun pher len to yaqeen keren kay Allah ka irada yehi hai kay enhen inn kay baaz gunahon ki saza dey hi daalay aur aksar log na farmaan hi hotay hain. Kiya yeh log phir say jaheeliyat kay faisla chahtay hain yaqeen rakhney walay logon kay liye Allah Taalaa say behtar faislay aur hukum kerney wala kaun ho sakta hai?"

To bhaion ap khud btao Allah se behtar faislay or hukum karne wala kia koi ho Sakta hai? Bilkul nahi magar ye politicians samajhte hain iske baraks kyun me paise ke pujari hone ke waja se inki ankhen andhi hogae hain or ye andhay goonge behray hi ki misal hai. Jo jamhoori log hain so btaen ke Pakistan se sood kese khatam ho sakta hai, shariat kese asakti hai ? Agar ap samajhte hain Jamhooriat se to wo kabhi mumukin nhi q ke ham jamhoori amal men kafi sal guzar chuke hain.
Jamhooriat aik kufr ka nizam hai or kufr hai. Baz ulema kehte hain ap vote dalo takay kam bura admi ellect ho. To bhai ap is bat ki daleel lake do, agar ye haqq ki bat hai. Magar afsos iski daleel nahi.
No comments:
Post a Comment